Khwaabon ke lifaafon mein Kisso mein kitaabon mein Fursaton ki baaton mein Arson se khayalon mein Thodi khoyi hui Kab se soyi hui Woh aadat hai voh
Karwaton ki baahon mein Silwaton ki raahon mein Sehmi sehmi saanson mein Surmayi si baaton mein Zid si chhoote nahin Mujhse roothe nahin Woh aadat hai voh
Usko banane wala, kuch kuch toh behka hoga Jab bhi padi hogi nazar Chot banke kabhi, aise dil pe lagi Voh aadat hai voh
Intezaaron mein rahoon Umar bhar main toh rukoon Dil ko kaise doon sukoon Uss se main ye keh sakoon Yun zubaan pe chadhi Mehngi jo hai padhi Woh aadat hai voh