Likha hai teri aankhon mein, kisaka afasana... (2) Agar ise samajh sako, mujhe bhi samjhana Likha hai teri aankhon mein, kiska afasana...
Jawab tha kisi tamanna ka, Likha to hai magar adhoora sa Are o o o o Jawab tha kisi tamanna ka, Likha to hai magar adhoora sa Kaisi na ho meri har baat adhoori, Abhi huun aadha deewana Likha hai teri aankhon mein, kiska afasana Agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana Likha hai teri aankhon mein, kiska afasana
Jo kuch nahi to yeh ishaare kyon, Thahar gaye mere sahare kyon Are o o o o Jo kuch nahi to yeh ishare kyon, Thahar gaye mere sahare kyon Thoda sa haseenon ka sahara leke chalna, Hai meri aadat rozaana Likha hai teri aankhon mein, kiska afasaana Agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana Likha hai teri aankhon men, kiska afasana
Yahaan vahaan fiza mein aawara, Abhi talak ye dil hai bechara Are o o o o Yahaan vahaan fiza mein aawara, Abhi talak ye dil hai bechara O o... Dil ko tere ab tak na samajhe, Tujh hi ko hamane pahachaana Likha hai teri aankhon men, kiska afasaana Agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana Likha hai teri aankhon men, kisaka afasana