|
Pagal anukan pyaar dil mein kitne hain Neutron electron neelay naino mein bolo kitne hain Kaisa hai khumaar rehti hai tu hi yaaron sapno mein Hey you Sana sana tu hi bataa, raaz roop ka hai kya
Main newton newton keh sakya dil yeh kahe dhol din ratiya Teri aankhon ki jeelon ka raaz hai kya Raaz roop ka hai kya
Tum toh ho deewane bade saajan Ramje ho hisaabon mein har dum Mann mein dheem tom tom Dheem tom tom, dheem tom tom Mann mein sargam dheemay labho ka sangam Baaje dil mein mere dum Ho dheem tom tom, mann mein sargam
Oh ho ho baby, oh baby, pyaara tera gussa bhi Oh baby, oh baby, mehak teri phool gulabi Oh baby, oh baby, pyaara tera gussa bhi Oh baby, oh baby, mehak teri phool gulabi
Titali koi, kacchi kacchi Kaliyon pe baithe kyun aise jaane gul Unki lagan, joothi sacchi Pyaar ki karta hai seek yeh bhool
Behati hui paani mein paani mein oxygen hoti kaha kum Gaate hui dil hi mein dil hi mein aashayien bhare har dum
Aasre aaja, pyaar hum pal mein kar le Sadhiyon ka hum tum o aajana
Saajan pyaara Preet hi apni behka Aankhon ko raste chalke Itna samay toh dil ko de
Saajani pyaari Teri adaaon jaise Lamhe hue hain chotey Pyaar hum zaafa sa kaise kare
Oh ho ho baby, oh baby, pyaara tera gussa bhi Oh baby, oh baby, mehak teri phool gulabi Oh baby, oh baby, pyaara tera gussa bhi Oh baby, oh baby, mehak teri phool gulabi
Pagal anukan pyaar dil mein kitne hain Neutron electron neelay naino mein bolo kitne hain Kaisa hai khumaar rehta hai tu hi yaaron sapno mein Hey you Sana sana tu hi bataa, raaz roop ka hai kya