Tijori saaf, kaha suna maaf
Takleef humko ka takleef degi … hum toh khud takleefon ko takleef de dete hai
Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui … mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui
Mukar jaane ka qatil ne achcha bahana dhoond nikala hai … har ek se poochta hai … isko kisne maar daala hai?
Mera dushman toh paida hote hi phas jaate hai
Jab hum thak ke so rahe the … yeh so so ke thak rahe the
Hoshiyaari toh hoshiyaar logon se ki jaati hai
Galati se galati ho gayi
Dhamki dene waalo ki main saans bandh karta hoon … tera naseeb achcha hai, sirf mooh bandh kar raha hoon
Daal mein kaala ho ya garam masala … kahan chup gaya hai saala?
Daal ke bataya nahi jaata … aur bata ke daala nahi jaata
Bina izzat ki bhaigiri … matlab bina Meena Kumari ke Pakeezah