Song lyrics : Der Se Hua

Singer : Alka Yagnik
Music Director : Nadeem Shravan
Writer : Sameer

Der Se Hua Par Pyaar To Hua Re
Der Se Hua Par Pyaar To Hua Re
Oh Dil Ruba Tune Dil Le Liya Re Oh
Der Se Hua Par Pyaar To Hua Re
Oh Dil Ruba Tune Dil Le Liya Re Oh

Kya Hai Mohabbat Yeh Mujhko Bataya
In Dhadkano Ko Dhadakna Sikhaya
Oh Bechainiya Di Mere Pyaase Din Ko
Raato Ko Tune Tadapna Sikhaya
Mushkil Bada Intezaar Hua Re
Oh Dil Ruba Tune Dil Le Liya Re Oh

Aankhon Se Ninde Churaata Nahin Tha
Dard-E-Jigar Ko Badata Nahin Tha
Oh Tanha Akeli Thi Yeh Zindagani
Koyi Khayalon Mein Aata Nahin Tha
Yeh Haal To Pehli Baar Hua Re
Oh Dil Ruba Tune Dil Le Liya Re Oh
Der Se Hua Par Pyaar To Hua Re
Oh Dil Ruba Tune Dil Le Liya Re Oh