Song : Aankon Se Maine Pee Hai
Music : Usha Khanna
lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Lata Mangeshkar
Views : 1247
Aankhon Se Maine Pee Hai
Thhodi Si Yoon Hi Pee Hai
Daakaa To Nahin Dala
Chori To Nahin Ki
Chori To Nahin Ki
Aankhon Se Maine Pee Hai
Thhodi Si Yoon Hi Pee Hai
Daka To Nahin Dala
Chori To Nahin Ki
Chori To Nahin Ki
Aankhon Se Maine Pee Hai

Kadam Kyun Dagmagaate Hain
Jhuki Chitwan Kyun Hai
Kadam Kyun Dagmagaate Hain
Jhuki Chitwan Kyun Hai
Zamaane Main Nashe Mein Hoon
Tujhe Uljhan Kyun Hai
Nazar Ko Milaya
Nasha Jo Mujhe Aayaa
Nazar Ko Milaya
Nasha Jo Mujhe Aayaa
To Is Mein Kharaabi Kis Ki Hai
Aankhon Se Maine Pee Hai
Thodi Si Yoon Hi Pee Hai
Daakaa To Nahin Dala
Chori To Nahin Ki
Chori To Nahin Ki
Aankhon Se Maine Pee Hai

Niraale Peene Waale Hum
Niraalaa Dil Apna
Niraale Peene Waale Hum
Niraalaa Dil Apna
Nigaahen Jab Mili Hum Ne
Uchhaalaa Dil Apna
Jo Dil Hi Mein Baney
Nazar Se Jo Chhaney
Jo Dil Hi Mein Baney
Nazar Se Jo Chhaney
Wo Hardam Kahaan Milti Hai
Ankhon Se Maine Pee Hai
Thhodi Si Yun Hi Pee Hai
Daka To Nahin Dala
Chori To Nahin Ki
Chori To Nahin Ki
Aankhon Se Maine Pee Hai.

Event Gallery

Must Read

Celeb Wallpapers
A GLAMSHAM.COM LLP. site.