Song : Fanah
Music : Anu Malik
lyrics : Sameer
Singers : Anu Malik, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Views : 87
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah

Har Lamha Tera Junoon Sach Sach
Aaye Kabhi Na Sakoon Sach Sach
Khwaabon Khayalon Mein Tu Hai Sach Sach
Deewanapan Kya Kahoon Ab Sach
Mohabbat Mohabbat Hai Chaaron Taraf
Kahin Aur Kuch Bhi Dikha Hi Na De
Teri Hi Sadaayein Rabba Har Jagah
Siwa Tere Kuch Bhi Suna Hi Na De
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah

Har Pal Hai Tera Nasha Sach Sach
Yeh Dil Hai Tujhpe Fida Sach Sach
Betaab Hain Dhadkanein Bhi Sach Sach
Kya Jaana Tujhko Pata Sach Sach
Kabhi Arsh Pe To Kabhi Farsh Pe
Tera Chehra Aata Hai Mujhko Nazar
Mohabbat Mein Gumsum Huwa Is Kadar
Na Aagaaz Anjaam Ki Hai Fikar
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Ab Yeh Jaan Le Le Yaar Ab Ya Imaan Le Le Yaar Ab
To Jahaan Le Le Yaar Ab Ya Khuda
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah
Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah.

Event Gallery

Must Read

Celeb Wallpapers
A GLAMSHAM.COM LLP. site.