Adv.
Adv.

Song lyrics : Aashiq Banaya Aapne

Adv.

Singer : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
Music Director : Himesh Reshammiya
Writer : Sameer

( Aashiq Banaya… (3) Aapne )… (2)
( Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein )… (2)
Tere Bin

( Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye )… (2)
Tere Bin

Adv.

( Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain )… (2)
( Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu )… (2)
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
Aashiq Banaya… (3) Aapne )… (2)

( Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain )… (2)
( Betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain )… (2)
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
Aashiq Banaya… (3) Aapne )… (2)

Adv.
Adv.
Adv.