Song lyrics : Hoga hoga

- Advertisement -

Singer : Sonu Nigam, Preeti Pinky
Music Director : Anu Malik
Writer : Sameer

Hoga hoga hoga hoga hoga hoga
Koyi to dil dil dene wala hoga …(2)
Nazre mila ke baahon mein aake
Pyaar karne wala hoga oh yeh
Hoga hoga hoga hoga hoga hoga
Koyi to dil dil lene wala hoga…(2)
Nazre mila ke baahon mein aake
Pyaar karne wala hoga oh yeh
Hoga hoga hoga hoga hoga hoga
Koyi to dil dil dene wala hoga

- Advertisement -

Kyon na jaane kaise ban jaata hai koyi deewana
Do nigaahen jab mile ho jaaye shuru fasana
Khayalon mein koyi chehra rehta hoga
Akele mein koyi to kuch kehta hoga
Aao ji aao paas to aao aise na zamano se darro
Jaao ji jaao yun na satao aisi wasi baatein na karo
Jaane tamanna aisi ada pe koyi marne wala hoga oh yeh
Hoga hoga hoga hoga hoga hoga
Koyi to dil dil dene wala hoga

Kya suhani hai gadi baharon ka sama jawan hai
Aag seene mein lagi to sab se utha dua hai
Oh jaane jaan jaga hai kyon dard zara sa
Main jaanu na yeh mausam hai pyaasa pyaasa
Tauba tauba jaane kya hoga dekha tujhe main tadpa
Shola sa bhadka koyi jo tadpa aane laga mujhko maza
Koyi to aashiq rahe wafa mein had se guzarne wala hoga
Hoga hoga hoga hoga hoga hoga
Koyi to dil dil dene wala hoga…(2)
Nazre mila ke baahon mein aake
Pyaar karne wala hoga oh yeh
Hoga hoga hoga hoga hoga hoga …(3)

- Advertisement -
RELATED ARTICLES
- Advertisment -

Most Popular