Song lyrics : Josh Josh…. Aaj Nashe Mein Raat Hai

- Advertisement -

Singer : Kunal Ganjawala & Sunidhi Chauhan
Music Director : Monty Sharma
Writer : Sandeep Nath

Aaj Nashe Mein Raat Hai, Huyi Koyi Na Koyi Baat Hai
Hosh Kisiko Hai Kahaan, Behake Huye Jajbaat Hai… (2)
Ho Ho Ho Ho Ho

- Advertisement -

Tir Ishaaron Mein Chala Pyaar Hai Ya Daga
Koyi Meherbaan Kyun Huwa, Dil Yeh Hamesha Tha Fida… (2)
O Ho Ho O Ho Ho
Main Fida… (2)

Najaron Ki Haay Kya Ada Pyaar Se Dil Chhu Liya
Hosh Hamaara Gum Huwa Keh Diya Dil Ne Marhaba… (2)
O Ho Ho O Ho Ho
Marhaba… (2)
Aaj Nashe Mein Raat Hai, Huyi Koyi Na Koyi Baat Hai
Hosh Kisiko Hai Kahaan, Behake Huye Jajbaat Hai
O Ho Ho O Ho Ho…

- Advertisement -
RELATED ARTICLES
- Advertisment -

Most Popular