Adv.
Adv.

Song lyrics : Jung ho ya pyar

Adv.

Singer : Asha Bhosle & chauhan
Music Director : Jatin Lalit
Writer : Anand Bakshi

Jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar…(2)
Woh jeet gaya jeet gaya jeet gaya mere yaar
Ek do teen char bijli chamki jamuna paar…(2)

Doston ki mehfil mein dushmano ka kaam kya
Dushmano ki mehfil mein doston ka kaam kya
Aap ka hai naam kya boliye sarkar
Ek do teen char bijli chamki jamuna paar…(2)

Adv.

Ya mujhko deewana bana ya mera deewana ban ja
Shama ban ja parwana ban ja teer ban ja ya nishana ban ja
Aa mere aaa mere aaa mere dildaar
Ek do teen char bijli chamki jamuna paar…(2)

Jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar…(2)
Woh jeet gaya jeet gaya jeet gaya mere yaar…(2)
Ek do teen char bijli chamki jamuna paar…(2)

Adv.
Adv.
Adv.