Song lyrics : Kitna Rangin Hain

- Advertisement -

Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music Director : Datta Naik
Writer : Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Kitna Rangin Hain
Yeh Chand Sitaro Ka Sama
Aap Thakte Hi Nahi
Aapki Aadat Kya Hain
Is Dhamakte Huye
Chehare Ki Chmak Kafi Hain
Mujhko Chand Aur
Sitaro Ki Jarurat Kya Hain
Kitna Rangin Hain
Kuch To Mausam Ki
Aadao Ka Asar Le Lijiye
Mehki Mehki Hawao
Ka Asar Le Lijiye
Aap Ki Reshami Zulafon Ki
Mahek Kafi Hai
Aap Ki Reshami Zulafon Ki
Mahek Kafi Hai
Mehke Mehke Se Nazaro Ki
Jarurat Kya Hai
Aap Thakte Hi Nahi
Aapki Aadat Kya Hain
Kitna Rangin Hain.

- Advertisement -
RELATED ARTICLES
- Advertisment -

Most Popular