Song lyrics : Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye

- Advertisement -

Singer : Falak Shabir
Music Director : Amaal Mallik
Writer : Manoj Muntashir

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye
Tujhpe Kitna Mujhe Pyaar Aaye
Aansuon Se Main Likh Doon Tujhko
Koi Mere Bin Padh Hi Naa Paaye
Yoon Rahun Chup, Kuch Bhi Na Bolun
Barson Lambi Neendein So Loon
Jin Aankhon Mein Tu Rehta Hain
Sadiyon Tak Wo Aakhen Na Kholun
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Jis Shaam Tu Naa Mile
Woh Shaam Dhalti Nahi
Aadat Si Tu Ban Gayi Hai
Aadat Badalti Nahi..
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye
Tere Bina Kyun Saans Naa Aaye
Aansuon Se Main Likh Doon Tujhko
Koi Mere Bin Padh Hi Naa Paaye
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Hathon Se Girne Lagi
Har Aarzu Har Duaa
Sajde Se Main Uth Gaya
Jis Pal Tu Mera Hua
Hathon Se Girne Lagi
Har Aarzu Har Duaa
Sajde Se Main Uth Gaya
Jis Pal Tu Mera Hua
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye
Kyun Teri Baahon Mein Hi Chain Aaye
Aansuon Se Main Likh Doon Tujhko
Koi Mere Bin Padh Hi Naa Paaye
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De
Mere Ander Khudko Bhar De
Mujhko Mujhse Khaali Kar De

- Advertisement -
RELATED ARTICLES
- Advertisment -

Most Popular