ADVERTISEMENT

Song lyrics : Mere Rashke Qamar (Female Version)

ADVERTISEMENT

Singer : Nusrat Fateh Ali Khan and Tulsi Kumar
Music Director : Tanishk Bagchi
Writer : Manoj Muntashir

Yun Laga Koyalein Jab Lagin Kookne
Yun Laga Koyalein Jab Lagin Kookne
Jaise Chhalni Kiya Humko Bandook Ne
Jaise Chhalni Kiya Humko Bandook Ne

Hook Uthne Lagi Hanste Hanste Meri
Hook Uthne Lagi Hanste Hanste Meri
Aankh Yun Dabdabayi Mazaa Aa Gayaa
Tune Rashke Qamar…
Tune Rashke Qamar Keh Diya Jab Mujhe
Zindagi Muskuraayi Mazaa Aa Gayaa

ADVERTISEMENT

Uff Yeh Deewangi Aashiqui Ne Teri
Khaakh Aisi Udaayi Mazaa Aa Gaya

Mere Rashke Qamar Tune Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaai Maza Aagaya
Jab Nazar Se Milaai Maza Aagaya

Aise Lehra Ke Tu Rubaroo Aa Gaya
Aise Lehra Ke Tu Rubaroo Aa Gaya
Dhadkane Betahasha Tadapane Lagin
Dhadkane Betahasha Tadapane Lagin
Teer Aisa Laga Dard Aisa Jagaa
Teer Aisa Laga Dard Aisa Jagaa
Chot Dil Pe Wo Khaayi Mazaa Aa Gayaa!

ADVERTISEMENT

Tune Rashke Qamar…
Tune Rashke Qamar Keh Diya Jab Mujhe
Zindagi Muskuraayi Mazaa Aa Gayaa

Saanwali Shaam Mein Rang Aise Bhar Gaye
Thaam Li Jab Kalaai Mazaa Aa Gayaa

Mere Rashke Qamar Tune Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaai Maza Aa Gaya
Jab Nazar Se Milaai Maza Aa Gaya

ADVERTISEMENT

Barq Si Gir Gayi Kaam Hi Kar Gayi
Barq Si Gir Gayi Kaam Hi Kar Gayi
Aag Aisi Lagaai Mazaa Aa Gaya..

ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT

LATEST UPDATES

ADVERTISEMENT