Adv.
Adv.

Song Lyrics of Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai- Children’s Day song

Adv.

Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai – Boot PolishNanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai Song Detail
Song : Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai
Album : Boot Polish (1953)
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Musician : Shankar, Jaikishan
Lyricist : Shailendra Singh

Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai Lyrics
Play "Nanhe Munne Bachc…"
on Apple Music

Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai
Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai
Mutthi mein hai takdeer hamaari

Adv.

Mutthi mein hai takdeer hamaari
Humne kismat ko bas mein kiya hai
Humne kismat ko bas mein kiya hai

Bholi bhaali matwaali aankhon mein kya hai
Bholi bhaali matwaali aankhon mein kya hai
Aankhon mein jhoome ummeedon ki Diwaali
Aankhon mein jhoome ummeedon ki Diwaali

Aane waali duniya ka sapna sajaa hai
Aane waali duniya ka sapna sajaa hai
Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai
Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai

Adv.

Aa… aa…

Bheekh mein jo moti mile loge ya na loge
Zindagi ke aansuon ka bolo kya karoge
Bheekh mein jo moti mile loge ya na loge
Zindagi ke aansuon ka bolo kya karoge

Bheekh mein jo moti mile to bhi hum na lenge
Bheekh mein jo moti mile to bhi hum na lenge
Zindagi ke aansuon ki mala pehanenge
Zindagi ke aansuon ki mala pehanenge

Adv.

Mushkilon se ladte bhidte jeene mein maza hai
Mushkilon se ladte bhidte jeene mein maza hai
Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai
Nanhe munne bachche teri mutthi mein kya hai

Humse na chhupao bachchon hamein to batao
Aane waali duniya kaisi hogi samjhao
Humse na chhupao bachchon hamein to batao
Aane waali duniya kaisi hogi samjhao

Aane waali duniya mein sabke sar pe taaj hoga
Aane waali duniya mein sabke sar pe taaj hoga
Na bhookhon ki bheed hogi na dukhon ka raaj hoga

Na bhookhon ki bheed hogi na dukhon ka raaj hoga
Badlega zamaana yeh sitaron pe likha hai