Adv.
Adv.

Song lyrics : Pyari Bole Bulbul Padosan

Adv.

Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Writer : Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Kisi Ka Mai Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Kisi Ka Mai Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Kisi Ke Liye Hauwa

Dil Apna Apna Pasand Apni Apni
Dil Apna Apna Pasand Apni Apni
Koi Khaye Laddu Kisi Ko Bhaye Chatni
Koi Khaye Laddu Kisi Ko Bhaye Chatni
Koi Bane Raja
Koi Bane Raja Chadake Ek Pauwa
Kisi Ka Mai Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Kisi Ka Mai Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Kisi Ke Liye Hauwa

Adv.

Jake Fir Na Aaya Zamana Wo Gulabi
Jake Fir Na Aaya Zamana Wo Gulabi
Uth Gayi Haye Re Wo Mahfil Nawabi
Uth Gayi Haye Re Wo Mahfil Nawabi
Mara Mara Ghume
Mara Mara Ghume Bechara Lakh Nauwa
Kisi Ka Main Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Kisi Ka Mai Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Kisi Ke Liye Hauwa

Aankh Walo Aankho Pe Karo Na Bharosha
Aankh Walo Aankho Pe Karo Na Bharosha
Mano Ya Na Mano Pyare Duniya Hai Dhokha
Mano Ya Na Mano Pyare Duniya Hai Dhokha
Udta Hai Jab Tak
Udta Hai Jab Tak Uda Lo Kan Kauwa
Pyari Bole Bulbul Padosan Bole Kauwa
Kisi Ka Main Chaila Kisi Ke Liye Hauwa
Kisi Ke Liye Hauwa.

Adv.
Adv.
Adv.