Adv.
Adv.

Song lyrics : Rockstar

Adv.

Singer : Abhijeet Bhattacharya, Anu Malik, Sunidhi Chauhan
Music Director : Anu Malik
Writer : Sameer

Meri Nazron Ne Jise Chuna Woh Ladki Hain Deewani
Maine Pal Pal Jise Suna Woh Mujhse Hain Anjaani
Main Jitna Dekhu Utna Chahu Jaan Meri Woh Le Jaaye
She Is A Rock Star Kuchh Bhi Kaho
Badi Mast Yaar Kuchh Bhi Kaho
Mujhe Aaye Pyar Kuchh Bhi Kaho
She Is A Rock Star
Dil Leke Uddi Jaadu Ki Pudi Karke Aankhen Do Chaar
She Is A Rock Star Kuchh Bhi Kaho
Badi Mast Yaar Kuchh Bhi Kaho
Mujhe Aaye Pyar Kuchh Bhi Kahi
She Is A Rock Star…

She Is A Rock Star
Chand Poonam Ki Raaton Mein Woh Khile Jazbaaton Mein
Chand Poonam Ki Raaton Mein Woh Khile Jazbaaton Mein
Kar Gayi Deewana Kuchh Mulaakaton Mein
Chaandani Chhup Jaaye Hain Chaand Bhi Sharmaaye Hain
Kuchh Lada Ke Yun Ankhiya Dilnashi Tadpaaye Hain
Adaa Hain Woh Adaaon Ki Yeh Shokhiyon Ki Pyaali Hain
Yeh Sabse Anokhi Hain Yeh Sabse Nirali Hain
Dil Leke Uddi Jaadu Ki Pudi Karke Aankhen Do Chaar
She Is A Rock Star Kuchh Bhi Kaho
Badi Mast Yaar Kuchh Bhi Kaho
Mujhe Aaye Pyar Kuchh Bhi Kahi
She Is A Rock Star…

Adv.

How Do They Do That
Rang Tapta Sona Hain Tujhsa Na Koi Hona Hain
Rang Tapta Sona Hain Tujhsa Na Koi Hona Hain
Paa Ke Tujhko Sohniye Nahi Khona Hain
Mehandiyon Ki Laali Mein Chudiyon Ki Khan Khan Mein
Ek Ajab Si Hulchul Hain Aaja Meri Dhadkan Mein
Baalama Yun Toh Re Yun Na Taarife Kar
Jaaniya Jaaneman Tu Toh Hain Jaadugar
Dil Leke Uddi Jaadu Ki Pudi Karke Aankhen Do Chaar
She Is A Rock Star Kuchh Bhi Kaho
Badi Mast Yaar Kuchh Bhi Kaho
Mujhe Aaye Pyar Kuchh Bhi Kahi
She Is A Rock Star

Adv.
Adv.
Adv.